AE DIL-E-NADAAN MERE…..

“na hai beete hue kal mein kuch rakha…
bhool ja unhe…diya jhoota pyaar..jinhone diya dhokhaa….”
“le jaaunga…jab tujhe pyaar ki basti mein khi…
milega saccha pyaar tujhe whi…”

“ae mere dil-e-nadaan….
kuch umdaa parinde bhi milenge whaan…..
kuch khud hi mitaayenge dooriyaan…..
to kuch faasla bdaayenge darmiyaan…..
jo aayenge kareeb wo honge na yaar hmesha tere….
yaari ka naqaa b matlab yaari nhi….yaari ka naqaab matlab yaari nhi ye samjh le dil-e-naddan mere,,,dil-e-nadaan mere..”

“par rakhiyo ek baat yaad…ki dil mein bse jiski tasveer….
zaroori nhi wo hi ho teri takdeer….”
“na roothiyon bas tab tu…..
yaad rakhyo bas tab tu….
ki taaron ne bhi hota hai timtima ke jaana…
par unke baad hi hona hota savera aana…”

“yaad rkhiyo tab tu ye…
hoti hai har dil ke ye kismat…..
kabhi na kabhi hona hota hai khushi ko ruksat…..
ki chaahe rha ho tu raja har kisi ka…
bnaayegi tujhe ek rank ek mallikaa…..”

“to chal le chlu tujhe us….pyaar ki basti mein whaan…..
sachcha pyaar basta ho jhnaan…..
…ae dil-e-nadaan mere…ae dile-e-nadaan mere…..”

Comments (4)

  1. SUB December 16, 2011
    • Somyanshu December 16, 2011
  2. Gurpreet December 17, 2011
  3. Hritika December 18, 2011

Reply Cancel Reply