BEHTI NADI

Behti nadi,main hoon Sagar tera,ab to aa bhi jaa;

Ruksat hui saari khushiyaan,dil poochche tu hai kha.

Behti nadi,tu hai parinda mera,main tera khula aasmaan;

Door kar dooriyaan,baandh nazdikyon ka smaan.

Behti nadi,mujhse milti hai kai;

Par na tujhsi koi dilii haseen.

Behti nadi,tu hai kha,tu haseen tu jwaa;

Meri season mein smaa,tu ban ke hwaa.

Behti nadi tu mera jhaa;

Har pal seekha tujhse kuch nya.

Behti nadi..baitha hoon teri yaadon mein;

Yaad karoon tujhe apni fariyaadon mein.

Behti nadi…tu hai kha;

Tu meri dilrubaa,tu meri dilbraa.

Behti nadi..tu hai kha,

Aa mil ke bsaaye ik nya jhaa.

Behti nadi..dekha jab tujhe …to hua ye yakeen ;

Ki sirf aasmaanon mein pariyaan basti nhi.

Behti nadi,tu hai kha;

Behti nadi tu meri,kehti ye zameen,kehti ye hwaa.

SUN SAGAR KI YE BAAT,KEH PADI NADI KI

“AAJ BEHNEIN DO MUJHE,

AAJ JEENE DO MUJHE,

AAJ UTHNE DO LEHRO KO ZRAA,

AAJ REHNE DO UFAAN MERA.

AAJ KEHNE DO MUJHE ,

AAJ SUN LO MERI YE GUHAAR,

TU SAGAR HI BANE MERI MANZIL HAR BAAR.

One Response

Reply Cancel Reply