ALVIDA

anjaane the hum anjaane reh gaye

saath hokar bhi yun begaane reh gaye

socha tha aayega chahato ka mausam

vo chahto ke pal, kahan jaane reh gaye…..

ki suna tha pyaar hota hai basant zindgi ka..

phir kyun aaj saarein phool murjaein reh gye…..

ki suna tha hoti hai chahat khushiyan ka sawaan….

phir kyun aaj saarein baandh hai sukhein reh gye……

ki aaj baraste hai badaal aur barasti hai meri aakhein…….

puchchta hai dil mera…kyun hona hai alag itni dur aakein….

ki kehta hai mujhse wo…..ki kyun nhinibha sakte hum saath banke humsafar…

ki kyun alag hona hai hamein aakar is maur par…

ki kehta hai mujhse ye…kyun nhi ban sakta main sagar tera……

ki kyun na ban ski meri palke ae behti ndi kinaara tera…..

ki kyun kehna aaj alvida mujhe…ae haseena tujhe……..

alvida un jhasbaaton ko………..

alvida un pyaar bhari baaton ko……..
aur alvida us khushi ko jo den thi teri………
alvida ae khwaabon ki raani meri..khawaabon ki raani meri……..

Leave a Reply