ik lamha

maanga tha jo khuda se tere saath ka ek lamha
ab ban chuka hai vo mere jeene ki vajah

raaton ko apni gawa kar paya maine yaadon ka jharoka tera
dhoondhta tha apne dil ko har shaam har savera

pehli baar dekha tha tumhein
to ik ajeeb si khushi ne chhuha tha hamein

dekhte hi tumhein karne lage the khud se hi gufthagu
sochte the har pal kab milegi janasheen tu

ik nazar mein hi tum ban gayi meri chahat
aur isliye hi shayd pahoochii hai dil ko itni aahat

kaise batau tumhe ki ki tumhe dekh hua tha yakeen(yakee)
ki pariayaan sirf aasmaan mein hi basti nahi

ab to bas saath ke liye yaadein hi hai tumhari
tumharein intezaaar mein hi baithi hai nazrein hamari
nazrein hamari
……………………..

don’t know how this poem is

but has been written out of sheer emotions hope you like it

Comments (5)

  1. dev December 16, 2010
    • admin December 16, 2010
  2. javed khan February 3, 2011
  3. Abhilash Ruhela June 8, 2011

Reply Cancel Reply