1. Yu jhasbaaton ke darmiyaan hum hai khoye hue…
2. Apni aakhon mein ek khaani chhipaaye hue…
3. Lekin ab hum ikhtilaan kre bhi to kise kre..…
4. Aakhir likhte bhi unhi ke liye the… jo ab na rhe…
5. Ek waqt aisa bhi tha…. jab hum dono kreeb the…
6. Chaahe roshni ho… ya jab andhere muhiib the…
7. Saari khalq mein hmaare charche the…
8. Kuch Khaaniyaan thi hmaari… aur kuch dilkhash kisse the…
9. Hum unke muskuraate chehra hi har jagah dekha krte the…
10. Tabhi shayd us waqt kaagaz ke phool bhi khile hue se lgte the…
11. Ab chhor gyi hai hmein aise wo bemuravvat ki bas tanhaai hai…
12. Garhi se dosti… aur unke intezaar se jigdi yaari hai…
13. Kabhi sochte hai..ki jaaye dakhan unhe dhoondhte hue…
14. Ya phir jiye yhi…. Unki yaadon ko ek zriyaan bnaaye hue…
15. Hum Mekho par unki yaadein sulaa unhe qazaa de bhi nhi skte…
16. Aur Ikhlaas-mand nhi hai wo… ye khud ko samjhaa bhi nhi skte…
17. Muhabbat se bda bas khuda hai… ye ehsaas hai hmein…
18. Isliye bas apne qutbe mein jaane ka intezaar hai hmein…
19. Zindagi aur Muhabbat ki daud to mukammal na kr paaye…
20. To umeed yehi lgaate hai ki… shayd maut ki hi ho jaaye… shayd maut ki ho jaaye….
Glossary
Darmiyaan= in between
Ikhtilaan= inform
Muhiib= dreadful, formidable
Bemuravvat= without saying anything
Dakhan=Deccan
Ikhlaas-mand= sincere
Qazaa=death
Qutbe=Grave